Kya Hasil Hai Is Zindagi Ka?

woh puchne laga mujhsy kaise basar karta hai tu yeh khanabadosh zindagi? maine kaha, "tujhse behtar... na main teri tarha apni hi sochon mein uljha huwa hun na mujhy hiss hy la-hasil cheezon ki na mera koi ma'azi hai na koi mustaqbil main isi pal mein basar hun na main deeni hun na main duniyavi… Continue reading Kya Hasil Hai Is Zindagi Ka?

Advertisements